Some passionate insights to heart of a monstrosity called Mumbai. From urban melancholy to serenity of shrines, bollywood masala and basic instincts , pink and tangy Soul curry sums up my experiences. Take a sip and see if it reminds you of rich and zesty co-existence of a million gradients of sexualities in this commercial capital of the land of Kamasutra
Tuesday, April 24, 2007
Kaarwaan
Khayalon ka kaarvaan nahin rukta, badhta jaata hai par rokna chahta hoon waqt ko kahin us lamhein pe jab hum dobaara milein… chaahta hoon ki bhool jaaon aur zindagi tere ilaava bhi hai… chaahta hoon ki bas tujhe dekhne ki hi naukri ho…. Shayad dua maangna bhi isiliye jaari hai ki ussi ki aas hai… kisi din to who khush ho nemat mein tujhe baksh de… ghulaam ya uska banda.. yeh to khabar nahin, lekin ishq ki giraft mein bandgi bhi daulat nahin tujhe maangti hai
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
1 comment:
bande to tum nahi... ghulam hi hoge.. . ki ghulami hi sikhati hai lazzat-e-ibaadat aur mohabbat ibaadat me fark kahaan?
Post a Comment